Friday, January 25, 2008

General Bhajans - Eh Malik Tere Bande Hum

Eh Malik Tere Bande Hum



Eh Malik Tere Bande Hum
Aise Ho Hamare Baram
Naake Par Chalen Aur Badhin Se Talain
Taaki Hastein Hua Nikle Dum

Eh Malik Tere Bande Hum

Bada Kamzor Hai Aadmi
Abhi Laakhon Hai Isme Kami
Bada Kamzor Hai Aadmi
Abhi Lakhon Hai Isme Kami
Par Tu Jo Khara, Hai Dayaloo Bada
Teri Kripa Se Dharti Thami
Diya Tune Hamein Jab Janam
Tu Hi Jhelega Hum Sab Ka Gham
Naake Par Chalen Aur Badhin Se Talain
Taaki Hastein Hua Nikle Dum

Eh Malik Tere Bande Hum

Jab Zulmon Ka Ho Saamna
Tab Tu Hi Hamein Thamna
Jab Zulmon Ka Ho Saamna
Tab Tu Hi Hamein Thamna
Who Burayee Karein, Hum Bhalayee Karein
Nahi Badle Ki Ho Kaamna
Bad Uthe Pyar Ka Har Kadam
Aur Mite Vair Ka Yeh Badam
Naake Par Chalen Aur Badhin Se Talain
Taaki Hastein Hua Nikle Dum

Eh Malik Tere Bande Hum

Hai Andera ghana Chha Raha
Tera Insan Ghabra Raha
Hai Andhera Ghana Chha Raha
Tera Insan Ghabra Raha
Ho Raha Be Khabar, Kuchh Na Aata Nazar,
Us Ka Sooraj Duba Ja Raha
Hai Tere Roshni Mein Jo Dam
Tu Amavas Ko Kar De Poonam
Naake Par Chalen Aur Badhin Se Talain
Taaki Hastein Hua Nikle Dum

Eh Malik Tere Bande Hum

Aise Ho Hamare Baram
Naake Par Chalen Aur Badhin Se Talain
Taaki Hastein Hua Nikle Dum


Translation:

Oh God!
We are your children,
our deed should be that we should follow the path of goodness and keep away from bad deeds and acts,
so we can die happily.

We human beings are very weak; we have so many deficiencies, but you exist; you are benevolent and merciful.

Due to your mercy this world is surviving.
You have given birth to us and you will also tolerate our all pains and evils.
When we have to face troubles and tortures in our life, then you are the only one who can hold us and give us light.
When there are crimes and atrocities among us, hold our hand and lead us to the right path.
No matter who commits these crimes, we will always do good and never have the want of revenge.
May there be more and more love in society and every kind of hate be erased from within us.